Shiva Chalisa Lyrics, Text of Shiv Chalisa

Shiva Chalisa is a 40-verse prayer dedicated to Lord Shiva. It was written by Shri Ayodhya Das. The composition goes similar to Hanuman Chalisa.

Shiv Chalisa explains the miracles, mahatmya and divine energies of Lord Shiva in a brief manner.

Jai Ganesh Girija Suvan
Mangal Mul Sujan 1

Kahat Ayodhya Das
Tum Dey Abhaya Varadan 2

Jai Girija Pati Dinadayala
Sada Karat Santan Pratipala 3

Bhala Chandrama Sohat Nike
Kanan Kundal Nagaphani Ke 4

Anga Gaur Shira Ganga Bahaye
Mundamala Tan Chhara Lagaye 5

Vastra Khala Baghambar Sohain
Chhavi Ko Dekha Naga Muni Mohain 6

Maina Matu Ki Havai Dulari
Vama Anga Sohat Chhavi Nyari 7

Kara Trishul Sohat Chhavi Bhari
Karat Sada Shatrun Chhayakari 8

Nandi Ganesh Sohain Tahan Kaise
Sagar Madhya Kamal Hain Jaise 9

Kartik Shyam Aur Gana rauo
Ya Chhavi Ko Kahi Jata Na Kauo 10

Devan Jabahi Jaya Pukara
Tabahi Dukha Prabhu Apa Nivara 11

Kiya Upadrav Tarak Bhari
Devan Sab Mili Tumahi Juhari 12

Turata Shadanana Apa Pathayau
Luv nimesh Mahi Mari Girayau 13

Apa Jalandhara Asura Sanhara
Suyash Tumhara Vidit Sansara 14

Tripurasur Sana Yudha Machai
Sabhi Kripakar Lina Bachai 15

Kiya Tapahin Bhagiratha Bhari
Purahi Pratigya Tasu Purari 16

Darpa chod Ganga thabb Aayee
Sevak Astuti Karat Sadahin 17

Veda Nam Mahima Tav Gai
Akatha Anandi Bhed Nahin Pai 18

Pragati Udadhi Mantan te Jvala
Jarae Sura-Sur Bhaye bihala 19

Mahadev thab Kari Sahayee,
Nilakantha Tab Nam Kahai 20

Pujan Ramchandra Jab Kinha
Jiti Ke Lanka Vibhishan Dinhi 21

Sahas Kamal Men Ho Rahe Dhari
Kinha Pariksha Tabahin Purari 22

Ek Kamal Prabhu Rakheu goyee
Kushal-Nain Pujan Chahain Soi 23

Kathin Bhakti Dekhi Prabhu Shankar
Bhaye Prasanna Diye-Ichchhit Var 24

Jai Jai Jai Anant Avinashi
Karat Kripa Sabake Ghat Vasi 25

Dushta Sakal Nit Mohin Satavai
Bhramat Rahe Man Chain Na Avai 26

Trahi-Trahi Main Nath Pukaro
Yahi Avasar Mohi Ana Ubaro 27

Lai Trishul Shatrun Ko Maro
Sankat Se Mohin Ana Ubaro 28

Mata Pita Bhrata Sab Hoi
Sankat Men Puchhat Nahin Koi 29

Swami Ek Hai Asha Tumhari
Ai Harahu Ab Sankat Bhari 30

Dhan Nirdhan Ko Deta Sadahin
Arat jan ko peer mitaee, 31

Astuti Kehi Vidhi Karai Tumhari
Shambhunath ab tek tumhari 32

Shankar Ho Sankat Ke Nashan
Vighna Vinashan Mangal Karan 33

Yogi Yati Muni Dhyan Lagavan
Sharad Narad Shisha Navavain 34

Namo Namo Jai Namah Shivaya
Sura Brahmadik Par Na Paya 35

Jo Yah Patha Karai Man Lai
To kon Hota Hai Shambhu Sahai 36

Riniyan Jo Koi Ho Adhikari
Patha Karai So Pavan Hari 37

Putra-hin Ichchha Kar Koi
Nischaya Shiva Prasad Tehin Hoi 38

Pandit Trayodashi Ko Lavai
Dhyan-Purvak Homa Karavai 39

Trayodashi Vrat Kare Hamesha
Tan Nahin Take Rahe Kalesha 40

Dhupa Dipa Naivedya Charhavai
Anta Vasa Shivapur Men Pavai 41

Kahai Ayodhya Asha Tumhari
Jani Sakal Dukha Harahu Hamari 42

Nitya Nema kari Pratahi
Patha karau Chalis 43

Tum Meri Man Kamana
Purna Karahu Jagadish 44

Write Your Comment

2 Comments

  1. amit says:

    i want to ask question that
    omkar chalisa = shiv chalisa,
    or this are two diffretn chalisa.

  2. Dayanand says:

    download lyrics of shiv chalisa in english pdf file

Discover more from HinduPad

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading